jump to navigation

“National” “Independence” Day?! 14 August 2006

Posted by TwentyTwoYards in Land of the pure...and the not so pure, Refutations.
trackback

Dr. Muhammad Iqbal (1877 – 1938) on Wataniat:

Ho qaid-e-maqami toh nateejah hai tabahaee
Rah bahar main azad-e-watan soorat-e-maahee

Hai tark-e-watan sunnat-e-mahboob-e-ilahee
Dai tu bhi nabuwwat ki sadaqat pah gawahaee

Guftar-e-siyasat main watan aur hi kuch hai
Irshad-e-nabuwwat main watan aur hi kuch hai

Aqwam-e-jahan main hai raqabat toh isi sai
Taskheer hai maqsood-e-tijarat toh isi sai

Khali hai sadaqat sai siyasat toh isi sai
Kamzor ka ghar hota hai gharat toh isi sai

Aqwam main makhlooq-e-khuda bat-ti hai is sai
Aaumeat islam ki jar kat-ti hai is sai

And my favourite…

Yah but kah tarasheeda tahzeeb-e-nawi hai
Gharat gar-e-kashana-e-deen-e-nabawi hai
 
Bazar tira tawheed ki quwwat sai qawi hai
Islam tera dais hai, tu mustafawi hai!

Nazzara-e-dairina zamanay ko dikha dai
Ai mustafawi khak main iss but ko mila dai!

As with so much else…the Allama was remarkably insightful…

Comments»

1. knicq - 16 August 2006

Allama’s poetry is the only poetry that makes any sense to me. At the risk of committing literary sacrilege, I will admit that Ghalib and Meer are not my cup of tea, and seldom have they left me with any impressions.

By the way huzoor-e-wala, I must bring your attention to a missing Q in the sixth sher…


Leave a comment